Sunday 27 May 2018

Din me aek anda khane se kabhi nahi aayega heartaetek

Din me aek anda khane se kabhi nahi aayega heartaetek
Din me aek anda khane se kabhi nahi aayega heartaetek
Din me aek anda khane se kabhi nahi aayega heartaetek

 agar aap heldi heart chahte he,or heart atek se bachkar rahna chahte he to rojna ek anda khana sharu krado,hal hi me huye ek research me ye bat samne aai he ki ek hafte me km se km 12 ande khane se Pre-diabetes ya taip 2 diabetes ke marijo me  dil se judi bimari hone ka khatra km hota he.
sodh me yah bhi kaha gaya he ki roj ek anda khane se dil se judi bimari hone ka khatra  12 pratisht km ho jate he,shodh karta ne 30 se 79 sal tak k karib 10 lakh chini loko pr 9 sal tak shodh ki jisme paya gaya ki roj anda khane valeke apeksha jo log rog anda khate the uname dil judi bimari km pai gai.

Dimag or akho k liye fayda mad ande me protin or 9 any amino acid mojud hote he iske sath hi isme Lutenin namk Nutrient bhi mojud he jo aapke dimag ko bhi svasth rakhta he.

jadatar doctor apne aapne khane me ande ko shamil karne ki salah dete he kiyoki ande poshk tatvo me bharpur hote he inme vitamin A B C or B12 k alava lutin or ek din me ek ya do ande khane ja sakte he, aaiye jante he ki is Research k alava rojana ande kahne k or kiya fayde ho sakte he..

👉vajan gatane or badhane me mandgar agar aap anpna vajan km krna chahte he to ande ka sirf safed bhag hi khaye kiyuki pili vale hise me Cholesterol kafi jada hota he.jo loh jim jate he unaki dait me ande ko vises tor pr samil kiya gaya jata he,lekin unahe sif safed bhag khane ki salah di jati he,jin bacho ka vajan km hota he unahe roja  unahe rojana ek anda khana chaiye, vahi jin logo ka vajan badhata he unahe ande ka pila vala bhag khastor pe khana chaiye,

Gay k dudh se 4 guna jada protin hota he kokroch milk me,kiya aap pina pasad krege?

Gay k dudh se 4 guna jada protin hota he kokroch milk me,kiya aap pina pasad krege?
Gay k dudh se 4 guna jada protin hota he kokroch milk me,kiya aap pina pasad krege?
Gay k dudh se 4 guna jada protin hota he kokroch milk me,kiya aap pina pasad krege?

gay or bhes k dudh ke alava aapne soya milk, protin milk or badam milk k bare me to aap ne suna hoga lekin kiya aapne kabhi kokroj milk me suna he? sunkr heran hi gaye na, kokroj bhala kese dudh de kata he? or kon bhala kon piyega kokroj milk? lekin agar aapko ye jankar or bhi jada herani hogi ki kokroj k dudh me gay k dudh se 4 guna jada protin hota he, ye hm nahu kah rahe ye bhat hal hi me ek chokane vali  Research me samne aai he..

is adhiyan k anusar kokroj ka dudh gay k dudh se char guna faydamad hota he,is sodh ke anusar kokroj k dudh me Pacific Beetle hete he, jiska prectical protin Supplement k rup me bhi kiya ja sakta he. ye ekloti es Species he jiske janam badhe hamesh javan rahte he..

Kese milega kokroj milk?
ab aap soch rahe hoge ki ye kokroj milk aapko kaha se milega? lekin jada sochne ki jarurt nahi he kiyoki Scientist kokroj se teblet banane ki soch rahe he. or ek teblwt banane k liye lagbhag 100 kokroj ki jarur padegi..




Rojana Sone se pahle khae nariyel ki giri,milege fayde hi fayde.

Rojana Sone se pahle khae nariyel ki giri,milege fayde hi fayde.

vese to aapne naryel tel ke bahut sare chamtkari guno ke bare me suna hoga.balo k liye chehre ke liye or health ke lihaj se nariyel tel bahut hi kam ki chij he..
Lekin nariyel khane k guno k bare me bhi aapko mal hoga ki nariyel k bina sabhi puja or magal kary adhure hote he. malum he kiya? koyoki ye health ko achh rakhne vale postik tatav se bhar pur hote he,rojana nariyel ka tukada khane se nasif aapki boday ki Immunity nadhti he sath hi dimag ki yadas bhi badhti he,

Rojana Sone se pahle khae nariyel ki giri,milege fayde hi fayde.
Rojana Sone se pahle khae nariyel ki giri,milege fayde hi fayde.

badhati he yadas
 nariyel khane se yadas badhti he isak liye nariyel ki giro me badam,akhrot ev misho milakar har roj khae,nariyal me gud Cholesterol paya jata he jo hart ko heldi rakhta he.

pet ko saf krata he 
agar aapko kbja ki problem rahti he to nariyal ke ek bade tukde ko khakar se jaye,subhah aapka pet saf ho jaye isme faibar achi mata me paya jata he jo pet saf kr dete he.

ulti nahi aati
agar kisi ko ulti aa rahi he to use nariyel ka tukada muh me rakhna thodi der tak chabane se ulti nahi aati