Sunday 27 May 2018

Din me aek anda khane se kabhi nahi aayega heartaetek

Din me aek anda khane se kabhi nahi aayega heartaetek
Din me aek anda khane se kabhi nahi aayega heartaetek
Din me aek anda khane se kabhi nahi aayega heartaetek

 agar aap heldi heart chahte he,or heart atek se bachkar rahna chahte he to rojna ek anda khana sharu krado,hal hi me huye ek research me ye bat samne aai he ki ek hafte me km se km 12 ande khane se Pre-diabetes ya taip 2 diabetes ke marijo me  dil se judi bimari hone ka khatra km hota he.
sodh me yah bhi kaha gaya he ki roj ek anda khane se dil se judi bimari hone ka khatra  12 pratisht km ho jate he,shodh karta ne 30 se 79 sal tak k karib 10 lakh chini loko pr 9 sal tak shodh ki jisme paya gaya ki roj anda khane valeke apeksha jo log rog anda khate the uname dil judi bimari km pai gai.

Dimag or akho k liye fayda mad ande me protin or 9 any amino acid mojud hote he iske sath hi isme Lutenin namk Nutrient bhi mojud he jo aapke dimag ko bhi svasth rakhta he.

jadatar doctor apne aapne khane me ande ko shamil karne ki salah dete he kiyoki ande poshk tatvo me bharpur hote he inme vitamin A B C or B12 k alava lutin or ek din me ek ya do ande khane ja sakte he, aaiye jante he ki is Research k alava rojana ande kahne k or kiya fayde ho sakte he..

👉vajan gatane or badhane me mandgar agar aap anpna vajan km krna chahte he to ande ka sirf safed bhag hi khaye kiyuki pili vale hise me Cholesterol kafi jada hota he.jo loh jim jate he unaki dait me ande ko vises tor pr samil kiya gaya jata he,lekin unahe sif safed bhag khane ki salah di jati he,jin bacho ka vajan km hota he unahe roja  unahe rojana ek anda khana chaiye, vahi jin logo ka vajan badhata he unahe ande ka pila vala bhag khastor pe khana chaiye,

0 comments: